Yeh zameen aur sab kuch isme, hai khuda ka
Song
- Hindi
यह ज़मीन और सब कुछ इसमे, है खुदा का-2
सारी दुनिया सारा आलम, है खुदा का-2उसने बुनियाद है रखी, पानियों पर इस जाहान की
उसने तूफ़ानों पे क़ायम कर दिया है इस ज़मीन को
उसके परबत पे चारे कौन, उसके मकदीस में खड़ा कौन
हाथ होंगे पाक जिसके, और दिल सॉफ हो जिसकाफाटको उँचे हो जाओ, बादशाह आने वाला है
वो है कावी हू है क़ामिर, ज़ोरवार आने वाला है
लश्कारों का जो है खुदा, और जलाल का जो है बादशाह
हन वही है आनेवाला - English
Yeh zameen aur sab kuch isme, hai khuda ka-2
Saari duniya saara aalam, hai Khuda ka-2Usne buniyad hai rakhi, Paaniyon par is jaahan ki
Usne toofanon pe qayam kar diya hai is zameen ko
Uske parbat pe chare kaun, Uske makdis mein khada kaun
Haath honge Paak Jiske, aur dil saaf ho jiskaPhatako Unche ho jaao, baadshah aane waala hai
Woh hai kaavi who hai qaamir, zorawar aane waala hai
Lashkaron ka jo hai khuda, Aur jalaal ka jo hai baadshah
Haan wahi hai aanewala
This song has been viewed 3431 times.