Prabhu tu hai, chandi se bhi kimti
Song
- Hindi
प्रभु तू है, चाँदी से भी कीमती
प्रभु तू है, सोने से महेंगा
प्रभु तू है, हीरों से भी सुंदर
और तुझसे बढ़कर, कुछ नहीं चाहूं – 2प्रभु तू है, मेरे दिल से भी कीमती
प्रभु तू है, जीवन से भी महेंगा
प्रभु तू है, श्रीस्टी से भी सुंदर
और तुझसे बढ़कर कुछ नहीं चाहू - English
Prabhu tu hai, chandi se bhi kimti
Prabhu tu hai, sone se mehenga
Prabhu tu hai, hiron se bhi sundar
Aur tujhse badhkar, kuch nahin chahoon – 2Prabhu tu hai, mere dil se bhi kimti
Prabhu tu hai, jeevan se bhi mehenga
Prabhu tu hai, shristi se bhi sundar
Aur tujhse badhkar kuch nahin chahoo
This song has been viewed 8738 times.