Apne liye dharti pe tum Dhan na ikattha karo lyrics
Hindi Christian Song Lyrics
Rating: 0.00
Total Votes: 0.
Be the first one to rate this song.
Apne liye dharti pe tum Dhan na ikattha karo
Zung lag jaayega, keeda pad jaayega
Chor chori karke le jaayega
Apne liye dharti pe tum Dhan na ikattha karo
Yeshu masih aisa kaha Kaan khol kar sun lo
Swarg mein dhan ikattha karo Vahan chori nahi hoga
Yeshu masih aisa kaha Kaan khol kar sun lo
Jahan tera dhan rakha hoga Vahin tera man bhi hoga
This song has been viewed 911 times.
Song added on : 8/11/2022
अपने लिए धरती पे तुम, धन ना इकठ्ठा करो
अपने लिए धरती पे तुम, धन ना इकठ्ठा करो – 2
ज़ंग लग जाएगा, कीड़ा पड़ जाएगा, चोर चोरी करके ले जाएगा – 2
अपने लिए धरती पे तुम, धन ना इकठ्ठा करो – 2
येशु मसीह ने ऐसा कहा, कान खोल कर सुन लो – 2
स्वर्ग में धन इकठ्ठा करो, वहां चोरी नहीं होगा – 2
येशु मसीह ने ऐसा कहा, कान खोल कर सुन लो – 2
जहाँ तेरा धन रखा होगा, वहां तेरा मन भी होगा – 2