Yeshu hai mera kaisa khushahaal
Song
- Hindi
यीशु है मेरा कैसा ख़ुशहाल
दिल में वह देता शान ओ जलाल
वारिस नजात का साकिन आसमान
उस पर मैं रखता पूरा ईमानयह मेरा हाल है यह मेरा गान
उसकी तारीफ में करता हर आनक़ामिल भरोसा चैन और सुख
अब मेरे दिल में ग़म है ना दु:ख
देता है यीशु रहम का पैगाम
फ़िरिश्ते करते प्यार का बयानयीशु पर रखता अपना ईमान
उसमें मैं होता नया इंसान
उसके प्यार से होता हूं सेर
कूवत अब पाके रहता दिलेर - English
Yeshu hai mera kaisa khushahaal
dil mein voh deta shaan o jalaal
vaaris najaat ka saakin aasmaan
us par main rakhta poora eemaanYeh mera haal hai yah mera gaan
uskee taareeph mein karta har aanQaamil bharosa chain aur sukh
ab mere dil mein gam hai na dukh
deta hai Yeshu reham ka paigaam
firishte karte pyaar ka bayaanYeshu par rakhta apna eemaan
us mein main hota naya insaan
uske pyaar se hota hoon ser
qoowat ab paake rahta diler
This song has been viewed 765 times.
