Bus Jaao Tum Mandir Mere lyrics
Hindi Christian Song Lyrics
Rating: 3.77
Total Votes: 13.
Bus Jaao Tum Mandir Mere
Antaryaami Prabhu
O Antaryaami Prabhu
Pyaasa Man Ye Tujhe Pukaare Apnaa Lo Apnaa Lo
Vaani Meri Nahi Nikalti
Tum Bolo Tum Bolo
Saanjh Savere Tu Ne Banaaya Duniyaa Mein
Duniyaa Mein
Kaise Sundar Rachna Teri Srujan haar
Srujan haar
Aas Lagaaye Taras Rahaa Hoon Darshan Do Darshan Do
Asha Hogi Kab Yah Puri
Batlaao Batlaao
This song has been viewed 5715 times.
Song added on : 8/17/2018
बस जाओ तुम मन्दिर मेरे
बस जाओ तुम मन्दिर मेरे
बस जाओ तुम मन्दिर मेरे
अंतर्यामी प्रभु
ओ अंतर्यामी प्रभु
प्यासा मन ये तुझे पुकारे
अपना लो अपना लो
वाणी मेरी नहीं निकलती
तुम बोलो तुम बोलो
साँझ सवेरा तूने बनाया
दुनियाँ में दुनियाँ में
कैसी सुन्दर रचना तेरी
सृजनहार सृजनहार
आस लगाऐ तरस रहा हूँ दर्शन दो दर्शन दो
आशा होगी कब यह पूरी बतलाओ बतलाओ
