Adbhut Samarth Se Bhara Yeshu Naam (2)
Song
- Hindi
अद्भुत समर्थ से भरा येशू नाम (2)
स्वर्ग और पृथ्वी का उसमे शर्वाधिकर,
अद्भुत समर्थ से भरा येशू नाम;वा प्रभु है प्रभु है, राजा है, राजा है
येशू करिस्त प्रभुओ का प्रभु है
वा प्रभु है प्रभु है, राजा है, राजा है
येशू करिस्त राजाओ का राजा हैसदा जे येशू के लहू मे है (2)
पाप और मृत्यु और
शैतान की शक्ति पर
सदा जे येशू के लहू मे हैउसकी संगति मे
है आनंद अपर (2)
सारे दुख और दर का होता है निदान
उसकी सनाती मे है आनंद अपरयेशू नाम मे रोगो से मुक्ति है (2)
येशू नाम से होते है अद्भुत काम
येशू नाम मे रोगो से मुक्ति है - English
Adbhut Samarth Se Bhara Yeshu Naam (2)
Swarg Aur Prithvi Ka Usme SarvAdhikar,
Adbhut Samarth Se Bhara Yeshu Naam;Wah Prabhu Hai Prabhu Hai, Raaja Hai, Raaja Hai
Yeshu Khrist Prabhuo Ka Prabhu Hai
Wah Prabhu Hai Prabhu Hai, Raaja Hai, Raaja Hai
Yeshu Khrist Raajao Ka Raaja HaiSada Jay Yeshu Ke Lahu Me Hai (2)
Paap Aur Mrutyu Aur
Shaitan Ki Shakti Par
Sada Jay Yeshu Ke Lahu Me HaiUski Sangati Me
Hai Aanand Apar (2)
Sare Dukh Aur Dar Ka Hota Hai Nidan
Uski Sanati Me Hai Aanand AparYeshu Naam Me Rogo Se Mukti Hai (2)
Yeshu Naam Se Hote Hai Adbhut Kaam
Yeshu Naam Me Rogo Se Mukti Hai
This song has been viewed 23286 times.