Mere baad milkar dua karte rehna
Song
- Hindi
मेरे बाद मिलकर दुआ करते रहना
तिलावत कलामे ख़ुदा करते रहनाकलामे ख़ुदा ज़िन्दगी है तुम्हारी
हमेशा पढ़ो तो सना करते रहनाजहां चार मिल कर के बैठो अज़ीज़ो
मेरी याद शाम-ओ-सुबह करते रहनान घबराना हरग़िज़ पड़े कोई मुश्किल
मेरे नाम से इल्तिजा करते रहनासतावे जो तुम को सताना न हरग़िज़
बुराई के बदले भला करते रहनामैं आऊंगा फिर तुम को लेने अज़ीज़ो
ज़िकर रोज़ महशर सदा करते रहनाहज़ारों मेरे नाम से कत्ल होंगे
मुसीबत के दिन तुम दुआ करते रहनामुहब्बत से अपनी जान मैंने फ़िदा की
इस उल्फ़त का चर्चा सदा करते रहना - English
Mere baad milkar dua karte rehna
tilaavat qalaame Khuda karte rehnaQalaame Khuda zindagee hai tumhaaree
hamesha parho to sana karte rehnaJahaan chaar mil kar ke baitho azeezo
meree yaad shaam-o-subah karte rehnaNa ghabraana hargiz pade koee mushkil
mere naam se iltija karte rehnaSataave jo tum ko sataana na haragiz
buraee ke badale bhala karte rehnaMain aaoonga phir tum ko lene azeezo
zikar roz mehshar sada karte rehnaHazaaron mere naam se katl honge
museebat ke din tum dua karte rehnaMohabbat se apnee jaan mainne fida kee
is ulfat ka charcha sada karte rehna
This song has been viewed 1144 times.
