Har din Prabhu tere vachan par main chaloon lyrics

Hindi Christian Song Lyrics

Rating: 0.00
Total Votes: 0.
Be the first one to rate this song.

Kya kahoon Prabhu ye jeevan tune diya

Kya bataoon ki aaj kya hai tu mere liye

Mujhe bachaya tune

Main apna sab kuch deta hoon

Taaki har din main roshan karoon tera


Har din Prabhu tere vachan par main chaloon

Aur yahi chaahoon ki aur zyada tujhe jaanoon

Ki jo kadam loon main Prabhu tu hi chalaaye ja

Taaki har ek din teri jyoti mein banoon


Har din tere liye jeeoon

Har din tere peeche chaloon

Har din Prabhu tere sang rahoong


Har din Prabhu tere vachan par main chaloon

Aur yahi chaahoon ki aur zyada tujhe jaanoon

Ki jo kadam loon main Prabhu tu hi chalaaye ja

Taaki har ek din teri jyoti mein banoon


Har din tere liye jeeoon

Har din tere peeche chaloon

Har din Prabhu tere sang rahoong


Tere hi liye har din

Tere hi liye har din

Tere hi liye har din jeeoon


Tere hi liye har din

Tere hi liye har din

Tere hi liye har din jeeoon


Har din tere liye jeeoon

Har din tere peeche chaloon

Har din Prabhu tere sang rahoong


Har din tere liye jeeoon

Har din tere peeche chaloon

Har din Prabhu tere sang rahoong

This song has been viewed 69 times.
Song added on : 2/26/2026

हर दिन प्रभु तेरे वचन पर मैं चलूं

क्या कहूं प्रभु ये जीवन तूने दिया क्या बताऊं कि आज क्या है तू मेरे लिए मुझे बचाया तूने मैं अपना सब कुछ देता हूं ताकि हर दिन मैं रोशन करूं तेरा हर दिन प्रभु तेरे वचन पर मैं चलूं और यही चाहूं कि और ज्यादा तुझे जानूं कि जो कदम लूं मैं प्रभु तू ही चलाए जा ताकि हर एक दिन तेरी ज्योति में बनूं हर दिन तेरे लिए जीऊं हर दिन तेरे पीछे चलूं हर दिन प्रभु तेरे संग रहूं हर दिन प्रभु तेरे वचन पर मैं चलूं और यही चाहूं कि और ज्यादा तुझे जानूं कि जो कदम लूं मैं प्रभु तू ही चलाए जा ताकि हर एक दिन तेरी ज्योति में बनूं हर दिन तेरे लिए जीऊं हर दिन तेरे पीछे चलूं हर दिन प्रभु तेरे संग रहूं तेरे ही लिए हर दिन तेरे ही लिए हर दिन तेरे ही लिए हर दिन जीऊं तेरे ही लिए हर दिन तेरे ही लिए हर दिन तेरे ही लिए हर दिन जीऊं हर दिन तेरे लिए जीऊं हर दिन तेरे पीछे चलूं हर दिन प्रभु तेरे संग रहूं हर दिन तेरे लिए जीऊं हर दिन तेरे पीछे चलूं हर दिन प्रभु तेरे संग रहूं

You Tube Videos

Har din Prabhu tere vachan par main chaloon

You may also like these songs.

Jag Jyoti Tu utra andhkaar mein


An unhandled error has occurred. Reload 🗙