Koi narsinga phoonk raha hai lyrics
Hindi Christian Song Lyrics
Rating: 2.00
Total Votes: 1.
Koi narsinga phoonk raha hai
Badalo par Yeshu
jald aa raha hai - 2
Uske pyaar ki shamme jalao
Phuloo se uske raahe sajao - 2
Hamko lene who aa raha hai - 2
Badalo par ...
Hoshanna ke nare lagao
Aage he aage badhte jaao - 2
Jeevan dene wo aa raha hain - 2
Badalo par ...
Wohi shahar me dakhil honge
Jinke kitaab mein naam milenge- 2
Unko lene wo aa raha hai - 2
Badalo par ...
This song has been viewed 3458 times.
Song added on : 7/12/2016
कोई नरसिंगा फूँक रहा है,
कोई नरसिंगा फूँक रहा है,
बादलों पर यीशु
जल्द आ रहा है - 2
उसके प्यार की शम्मा जलाओ
फूलों से उसकी राहे सजाओ
हमको लेने वो आ रहा है -2
बादलों पर ...
होशन्ना के नारे लगाओ,
आगे ही आगे बढ़ते जाओ -2
जीवन देने वो आ रहा है -2
बादलों पर ...
वो ही शहर में दाखिल होंगे,
जिनके किताब में नाम मिलेंगे - 2
उनको लेने वो आ रहा है-2
बादलों पर ...
