NADIYA TAALI BAJAAE

Hindi
नदियाँ ताली बजाए

Song

  • Hindi

    राज्य राज्य के लोग स्तुति करें

    क्योंकि यीशु राजा हुआ

    देश देश के लोग आनन्द करें

    क्योंकि यीशु राजा हुआ


    नदियाँ ताली बजाए पहाड़ झूम उठे

    मैदान प्रफुल्लित हों समुद्र गरज उठे


    1.

    तेरी करूणा कैसी अनमोल है

    तेरी सच्चाई आकाशमण्डल में है

    तेरी धार्मिकता ऊँचे पर्वत समान

    तेरे सारे नियम अथाह सागर समान

    नदियाँ ताली…….


    2.

    यहोवा महान और स्तुति के योग्य है

    आओ सराहो मिलकर उसको भजें

    उसके सामर्थ की कोई तुलना नहीं

    उसके प्रेम की कोई सीमा नहीं

    नदियाँ ताली……


    आकाश आनंद करें

    पृथ्वी मगन हो

    सारे लोग जयजयकार करें

    और नाम उसका ऊँचा करें



    नदियाँ ताली बजाए पहाड़ झूम उठे

    मैदान प्रफुल्लित हों समुद्र गरज उठे

  • English

    RAJYA RAJYA KE LOG STUTI KARE

    KYONKI YESHU RAAJA HUA

    DESH DESH KE LOG AANAND KARE

    KYONKI YESHU RAAJA HUA


    NADIYA TAALI BAJAAE PAHAAD JHOOM UTHE

    MAIDAAN PRAFULLIT HO SAMUDRA GARAJ UTHE


    1.

    TERI KARUNA KAISI ANMOL HAI

    TERI SACHAAI AAKASHMANDAL MEIN HAI

    TERI DHARMIKTA UNCHE PARVAT SAMAAN

    TERE SAARE NIYAM ATHAAH SAGAR SAMAAN

    NADIYA TAALI……


    2.

    YAHOVA MAHAAN AUR STUTI KE YOGYA HAI

    AAO SARAHO MILKAR USKO BHAJE

    USKE SAMARTH KI KOI TULNA NAHI

    USKE PREM KI KOI SEEMA NAHI

    NADIYA TAALI……



    AAKAASH AANAND KARE

    PRITHVI MAGAN HO

    SAARE LOG JAYJAY KAAR KARE

    AUR NAAM USKA UNCHA KARE


    NADIYA TAALI BAJAAE PAHAAD JHOOM UTHE

    MAIDAAN PRAFULLIT HO SAMUDRA GARAJ UTHE


Song added on : October 11, 2025
This song has been viewed 263 times.

Artists

Tags

Rate This Song

YouTube Videos