Tum duniya ke noor ho
Song
- Hindi
तुम दुनिया के नूर हो
चराग बन के चमकोजो शहर ऊँचे पहाड़ो पे बस्ता है
उसे भला कैसे छुपाया जा सकता हैशम्मा जला के कौन उसको छुपता है
रौशनी से उसकी उजाला हो जाता हैऐसे काम करना सदा तुम दुनिया में
तुम में सब तुम्हारे मसीहा को पहचाने - English
Tum duniya ke noor ho
Chiraag ban ke ChamkoJo shaher unche pahado pe basta hai
use bhala kaise chupaya ja sakta haishamma jala ke kaun usko chupata hai
Roshni se uski ujala ho jaata haiaise kaam kerna sada tum duniya me
tum me sab tumhare masiha ko pehchane
This song has been viewed 14610 times.
