yeshu ko mein pehne hoon, mujhmein woh zinda hai
Song
- Hindi
येशू को में पहने हूँ, मुझमें वो ज़िंदा है
यही मेरी ताक़त है, यह नहीं भूलना है
कभी नहीं भूलना है, कभी नहीं भूलना हैजितनी हुक़ूमतें, येशू के अधीन हैं
दुनिया की ताक़तें येशू के अधीन हैं
सारी बीमारियाँ येशू के अधीन हैं
आत्मिक शक्तियाँ, येशू के अधीन हैंशैतान चालाक है, करता वो वार है
मसलूब येशू से वो गया हार है
च्छू भी ना पाएगा अब कभी वो मुझे
ना डरा पाएगा अब कभी वो मुझे - English
yeshu ko mein pehne hoon, mujhmein woh zinda hai
yahi meri taaqat hai, yeh nahin bhoolna hai
kabhi nahin bhoolna hai, kabhi nahin bhoolna haijitni huqumaten, yeshu ke adhin hain
duniya ki taaqaten yeshu ke adhin hain
saari bimariyan yeshu ke adhin hain
atmik shaktiyan, yeshu ke adhin hainshaitaan chalaak hai, karta woh vaar hai
masloob yeshu se wo gaya haar hai
chhu bhi na payega ab kabhi wo mujhe
na dara payega ab kabhi wo mujhe
This song has been viewed 3560 times.
