Tera kalaam hai chiraag, meri raahon ki roshni
Song
- Hindi
तेरा कलाम है चिराग, मेरी राहों की रोशनी
अपने दिल में, मैने इसको छुपा के रखा हैकिस तरह से मैं खुद को पाक रखूं
किस तरह से खुदा की राह चलूं
तेरे कलाम को पढ़ूँ है यही मेरी ज़िंदगीतेरी शरीयत कभी ना भूलूंगा
तेरे क़ानून से ना भटकुंगा
अपनी तालीम दे मुझे
है इसी में मेरी खुशीकितनी आक्चीी हैं अकल की बातें
वो मुझे शहद से भी मीठी हैं
झूठी राहों से है नफ़रत
मिल गयी राह मुझे सही - English
Tera kalaam hai chiraag, meri raahon ki roshni
Apne dil mein, maine isko chupa ke rakha haiKis tarah se main khud ko paak rakhoon
Kis tarah se khuda ki raah chaloon
Tere kalaam ko padhoon Hai yahi meri zindagiTeri shariyat kabhi na bhoolunga
Tere kaanoon se na bhatkunga
Apni taalim de mujhe
Hai isi mein meri khushiKitni acchii hain akl ki baatein
Woh mujhe shahad se bhi meethi hain
Jhoothi raahon se hai nafrat
Mil gayi raah mujhe sahi
This song has been viewed 10155 times.
